Paas Aaya Kyun Lyrics – Mithoon & Sharmishtha | Aggar (2007)

Paas Aaya Kyun Lyrics

Jab rulaana hi tha tujhe
To phir hansaya kyun
Saath reh kar bhi hai juda
To Paas aaya kyun

Jab rulaana hi tha tujhe
To phir hansaya kyun
Saath reh kar bhi hai juda
To paas aaya kyun

Jab rulaana hi tha tujhe
To phir hansaya kyun
Saath reh kar bhi hai juda
To paas aaya kyun

Kyun yakeen toot gaya
Dil se kayi wafaon ka
Pyaar mehsoos kyun
Hone laga gunahon sa

Kyun yakeen toot gaya
Dil se kayi wafaon ka
Pyaar mehsoos kyun
Hone laga gunahon sa
Pyaar mehsoos kyun
Hone laga gunahon sa..

Aaya apne beech mein
Kisi ka saaya kyun
Jab rulaana hi tha tujhe
To phir hansaya kyun
Saath reh kar bhi hai juda
To paas aaya kyun

Kyun ajnabee ki tarah
Hum se pesh aata hai
Chand lamhe bhi humein
Tu na de paata hai

Kyun ajnabee ki tarah
Hum se pesh aata hai
Chand lamhe bhi humein
Tu na de paata hai
Chand lamhe bhi humein
Tu na de paata hai…

Aisi kya humne ki khata
Hamein sataaya kyun
Jab rulaana hi tha tujhe
To phir hansaya kyun
Saath reh kar bhi hai juda
To paas aaya kyun

Jab rulaana hi tha tujhe
To phir hansaya kyun
Saath reh kar bhi hai juda
To paas aaya kyun

Track Info

Music Video

Heyyyyyy

Lyrics for Everyone!

  • Found the perfect lyrics? Share them with those who’ll appreciate them! Music is for everyone, and sharing is caring.

Help Us Improve!

  • Your feedback is invaluable! Share your thoughts and ideas so we can keep making SnoopLyrics the best place for lyrics lovers.

Recently Released

Leave a Reply

Weekly Popular