Tera Naam Doon

Released on:

Views:

- Advertisement -

Koyi jaage soye mujhme
Meri raaten aur mere din
Saare khoye usme

Koyi itna apna laage
Mera naadan ye dil
Jaise dhadke usme
Mujhe jo hua hai
Iski na dawa hai
Kisi ne chua hai dil ye
Kiski nazar ka hai asar

Puche jo koyi to tera naam du
Puche jo koyi to tera naam du
Main keh du sabhi ko
Ke tera hi hai ye asar
Puche jo koyi to tera naam du
Puche jo koyi to tera naam du

- Advertisement -

Koyi dastak de ke
Dil pe milne ko aata hai
Mujhme reh jaata hai
Koyi kismat jaisa laage
Khushiyaan in haathon pe
Likhta hi jaata hai
Ye kaisi khataa hai

Jiski na sazaa hai
Kisi ne chua hai dil ye
Kiski duaa ka hai asar
Puche jo koyi to tera naam du
Puche jo koyi to tera naam du

Zari wale kaagazon mein lipta huaa
Kitne hasin rangon me ranga huaa
Ye kya tohfa Khuda ne mujhe hai de diya
Ye kya tohfa Khuda ne mujhe hai de diya
Labon se raaz ye phisal na jaaye ye
Labon se raaz ye phisal na jaaye ye
Pighalne laga hai iske liye mera sabar
Puche jo koyi to tera naam du
Puche jo koyi to tera naam du

 

 

- Advertisement -

Track Info*

Song Name – Tera Naam Doon
Singer – Atif Aslam, Shalmali Kholgade
Lyrics – Priya Saraiya
Music – Sachin Jigar
Label – Tips Official
Movie – Entertainment
Release Date – 8 Feb, 2014

- Advertisement -

You might also like

Advertising

Recent released

Advertising