Chaar paise kamavan layi
Main aaya ghar se door
Ghar se door main aaya lekin
Ghar na mujhse door
Ek ek mere batuwe vich
Dil de mere batuwe wich
Ab bhi ghar da photo
Seene cheer ke check kar lena
Doubt je koyi ho toh
Ke main turpeya, main turpeya
Main turpeya ghar se door
Ke main turpeya, main turpeya
Par jaana laut jaroor
Ke main turpeya, main turpeya
Main turpeya ghar se door
Ke main turpeya, main turpeya
Par jaana laut jaroor
Sab mil gaya, par na mila
Ghar jaisa koi suroor
Main turpeya, main turpeya
Par jaana laut jaroor
Ho, Roz ki befikri pardeshon mein nai
Baat jhappi wali, sandesho mein nai
Fursato bhara sama milta hai jahaan
Rishto mein garmaahat waisi lagti yahan kahan?
Haye char paisa bachawan layi
Main turpeya, ho main turpeya
Haye, ghar pe khushi le aawan layi
Main turpeya, haye main turpeya
Maine yaha pe aage jaane
Thaan jaisa mulk begaana
Kismat wala hai jo pichhe
Mud gaya, mud gaya, mood gaya
Main turpeya, main turpeya
Main turpeya ghar se door
Ke main turpeya, main turpeya
Par jaana laut jaroor
Ke main turpeya, main turpeya
Main turpeya ghar se door
Ke main turpeya, main turpeya
Par jaana laut jaroor
Ho dhoop kheto ki wo
Yaado mein hai abhi
Ek ladki jaisi lagti thi wo kabhi
Garmiyan nigah mein meethi si ada
Ab tumhe apna dil uspe pehle jaisa fida
Yaar mujhko payawan layi
Main turpeya, main turpeya
Usko paas bulawan layi
Main turpeya, ho main turpeya
Dekhe jagg de masti dere
Par wo dil mein basti mere
Yaad mein jiske ye dil yoon hi
Bhar gaya, bhar gaya, bhar gaya
Main turpeya, main turpeya
Main turpeya ghar se door
Ke main turpeya, main turpeya
Par jaana laut jaroor
Ke main turpeya, main turpeya
Main turpeya ghar se door
Ke main turpeya, main turpeya
Par jaana laut jaroor
Track Info*
Song Name – Turpeya
Singer – Sukhwinder Singh
Lyrics – Irshad Kamil
Music – Vishal-Shekhar
Movie – Bharat
Song Label – T-Series
Release Date – 17 May, 2019