Table of Contents
Yaaron Ka Bulaava Lyrics
Aji muskura do zara camere pe
Daant bade hi safed lag rahe hain
Muskura do zara camere pe
Daant bade hi safed lag rahe hain
Phool phool ke hum khushi se
Ek se badhkar dedh lag rahe hain
Na fikar, na dar
Lage sara shehar apna hi ghar
Jo tum hanske milo ho
Chalo bulaava aaya hai
Aaj yaaron ne bulaya hai
Chalo bulaava aaya hai
Aaj yaaron ne bulaya hai
Bade naseebon se yeh humne
Yaar kamaya hai
Chalo bulawa aaya hai
Aaj yaaron ne bulaya hai
Yeh mastiyon ke din hain jo do
Kanjoosi mein kharch karein kyun
Karein kyun?
Ho yeh mastiyon ke din hain jo do
Kanjoosi mein kharach karein kyun
Udte chalo karne do flow
Jo bhi ho dil mein woh kaho ho ho ho
Woh kaho ho ho ho
Aag lag jaaye to lage
Fusfusa do koyi plan ho to
Aaj shararaton ke pench lad rahe hain
Barrier saare tod ghsenege
Aaj kahan koyi brake lag rahe hain
Na fikar na dar
Lage sara shehar apna hi ghar
Jo tum hans karke milo ho
Chalo bulaava aaya hai
Aaj yaaron ne bulaya hai
Chalo bulaava aaya hai
Aaj yaaron ne bulaya hai
Bade naseebon se yeh humne
Yaar kamaya hai
Chalo bulawa aaya hai
Aaj yaaron ne ho mere yaaron ne
Ho aaj yaaron ne bulaya hai
Yaara tu na jaane tu to jaan meri hai
Tujhse main haarun bhi to shaan meri hai
Tere aage yaara jahan bhi yeh saara
Kuchh nahi nahi kuchhh nahi nahi
Teri bewakoofiyon mein sath main dunga
Tere liye duniya se roz ladoonga
Sath rahenge to galat ko karenge
Hum sahi sahi sab sahi
Lage na gam ki dhoop bhi mujhe
Yaar ka saaya hai
Humein to khul ke hassna bhi
Yaari ne sikhaya hai
Chalo bulaava aaya hai
Aaj yaaron ne bulaya hai
Chalo bulaava aaya hai
Aaj yaaron ne bulaya hai
Bade naseebon se yeh humne
Yaar kamaya hai
Chalo bulawa aaya hai
Aaj yaaron ne oh mere yaaron ne
Haanji aaj yaaron ne bulaya hai
Track Info
- Song Name – Yaaron Ka Bulaava Lyrics
- Singer – Armaan Malik, Asees Kaur
- Lyrics – Vayu
- Music – Rochak Kohli
- Movie – Velle (2021)
- Song Label – © 2021 Zee Music Company
- Release Date – 22 Nov, 2021