Zinda hoon is tarah ki Gam-E-Zindagi nahi
Jalta hua diya hoon magar roshani nahi
Zinda hoon is tarah ki Gam-E-Zindagi nahi
Jalta hua diya hoon magar roshani nahi
Wo muddatein huyi hai kisi se juda huye
Wo muddatein huyi hai kisi se juda huye
Lekin ye dil ki aag abhi tak bujhi nahi
Zinda hoon is tarah ki Gam-E
Aane ko aa chukaa tha kinaara bhi saamne
Aane ko aa chukaa tha kinaara bhi saamne
Khud usake paas hi meri naiyyaa gai nahi
Zinda hoon is tarah ki Gam-E-
Honthon ke paas aaye hansi, kya mazaal hai
Honthon ke paas aaye hansi, kya mazaal hai
Dil ka muamla hai koi dillagi nahi
Zinda hoon is tarah ki Gam-E-Zindagi nahi
Ye chaand ye hava ye fiza, sab hain madma
Ye chaand ye hava ye fiza, sab hain madma
Jo tu nahi to in mein koi dilkashii nahin
Zinda hoon is tarah ki Gam-E-Zindagi nahi
Jalta hua diya hoon magar roshani nahi
Zinda hoon is tarah ki Gam-E-Zindagi nahi
Jalta hua diya hoon magar roshani nahi
Table of Contents Track Info* |
Song Name – | Zinda Hoon Is Tarah |
Singer | Mukesh |
Lyrics – | Behzad Lucknavi |
Music – | Ram Ganguly |
Movie – | Aag |
Song Label – | Saregama Music |
Release Date – | 31 Dec, 1936 |