Zinda hoon main
Zinda hoon main
Magar aye zindagi
Sharminda hon
Zinda hoon main
Zinda hoon main
Magar aye zindagi
Sharminda hon
Mere jazbaat par hai pahre
Mere parwaaz par hai pahre
Ek jakhmi sa parinda hoon main
Zinda hoon main
Zinda hoon main
Magar aye zindagi
Sharminda hon
Aapni hi laash utha kar chal pada hoon
Aasko ke saanche mein dhal raha hoon
Ho door talak sannata chaa gaya hai
Jaane kaisa mausham aagaya hai
Jaane kaisi bebashi hai
Door mujhse meri zindagi hai
Jaun kahan tuhi bata
Har taraf chaa raha bas dhuan hi dhuan
Sapno ka ye suraj jal raha hai
Katra katra banke pighal raha hai
Chhod ke tanhaa mujhko chal padi tu
Jism se jaise dil hi nikal gaya hai
yaadein teri reh gayi hai
Tera aahsaas hai tu nahi hai
Jiyunga na tere bina
Main chal, main chala Alvida aye jahaan
Alvida aye jahaan
Zinda hoon main
Zinda hoon main
Zinda hoon main
Alvida aye jahaan
Track Info*
Song Name – Zinda Hun Main
Singer – Nayab Ali
Lyrics – Saani Aslam
Music – Nayab Ali
Movie – PK Lele A Salesman
Song Label – Zee Music Company
Release Date – 5 Dec, 2018